Wednesday, March 21, 2007

shayri 4 u

" jindagi mai kabhi pyaar mat karna,
  ho jaye to inkaar mat karna,

  nibha sako to isme kadam rakhna,
  Varna kisi ki jindagi barbad mat karna."
 
" Chaand utara tha hamare aangan,
  par taaro ko ye gawaara na tha,
 ham to kar dete taaro se bhi bagawat ,
 par kya kare, woh chaand hi
hamara na tha"
 
" Har raat nashe me hote hai,
  aur raat gujar jaati hai,
  ek din aisa ayega,
  raat nashe mai hogi,
 aur ham gujar jaayenge"
 
" Dil ke aangan se chand ka didar ho gaya,
  mai uska deewana ho gaya,
  chaand badlo me kho gaya,
  maine badal hatne ka intezaar kiya,
 tab tak chaand KISI OR KA HO GAYA"
 
 "Dil na lagana kisi se,
  dard hi paoge,
  biti baato ko yaad karke,
  rote hi najar aaoge,
  karni hai to sirf DOSTI karo,
  HAmesha ummid se Dugna paoge"

 

-----------------------------------------------------------------------------------------------------

From - Bhoomi Patel 

Join me at : Join SMS Group
http://groups.yahoo.com/group/freesmsindia/join

 

Also Enjoy our website :
www.kathiyavad.com

www.groupstalk.com

No comments: