Aasma bhi jhook gaya ye kis kami ke waste Tha chopa rkha tha jab suraj ne chaira apna Her tarf thi mauosiya ro raha tha ye naseeb zindaghi hi loot gayi tu koun pochta hai yaha dost ayese bhi thy ham se lag ker woh gale Aankh ka pani bhi ab dard se sookh gaya ham ne wafa ki thi bhut tu bewafa ham se kahe ham andhero main bhi roye ager tu elzaam sab lagate thy Aag laga di aaj gher main raoshni ke waste Aajizi se manga tha jab tu kuch nahi hame mila Aasma bhi jhook gaya ye kis kami ke waste
Mar rahe thy bar bar zindaghi ke waste
Chaand tare jal gai raoshni ke waste
sah rahe thy her sitam bebasi ke waste
dhoondte hi rah gai her khoshi ke raaste
Maarte thy khnjer dil per dushmani ke waste
nahi rote aaj ham kisi ki dosti ke waste
Bhut milte hai aaj sanam aashiqi ke waste
zid main aye tu aasma bhi jhook gaya her khoshi ke waste
Mar rahe thy bar bar zindaghi ke waste
From - Bhoomi Patel
join me at : Join SMS Group
http://groups.yahoo.com/group/freesmsindia/join
Also Enjoy our website :
www.kathiyavad.com
www.groupstalk.com
No comments:
Post a Comment